Running karne ke kuchh niche bataye huye fayde hote hain.
1. Haddiyan majboot hoti hain.
2. Hamare sarir me rakt pravah sudharta hai.
3. weight loss karne me madad karta hai.
4. Running pachan sakti ko sudharta hai.
5. Mastisk ke swasth me sudhar hota hai.
6. Behtar nind lene me bahot madadgar sabit hota hai.
7. Badhti hui umra ko dheema karta hai.
8. Colostrol kam karta hai.
9. Jodon ko takatwar banata hai.
10. Sarir ka santulan theek karta hai.
11. Ak swasth sarir deta hai.
12. Sahan sakti banata hai.
13. Tanav ko khatm karta hai.
14. High blood pressure ko niyantran me rakhta hai.
Exercise karne ke kuchh fayde niche bataye anusar.
1. Excercise hamari manspesiyon ko majboot rakhta hai.
2. Blood pressure ko niyantrit karne me. madad karta hai.
3. Regular exercise karne se metabolism. badhta hai.
4. Exercise karne ke tanav aur depression ke. sath anya mansik samasyayen bhi khatm ho jati hain.
5. Exercise karne ke saririk dard dur ho jate. hain.
6. Exercise sarir me urja ke istar ko badhata hai.
7. Exercise karne se stamina badhta hai.
8. Twacha ko khoobsurat aur jawan banaye
rakhne me exercise bahot asarkarak hota hai.
9. Exercise karne se karya karne ki kshamta me badhotri hoti hain.
10. Exercise sarir me dinbhar tajgi aur taro taza rakhne me madad karta hai.
Friends if you have any questions please let me know? ConversionConversion EmoticonEmoticon