Manushya ke jeevan me naitik siksha ka mahatva.



 


Manushya ke jeevan me naitik guno ka hona bahot hi mayne rakhta hai isse vyakti ke aachran aur vyaktitwa ka aabhas hota hai. Ham sabhi ko naitik kartavyon ke bare me school me jab ham chhote rahte hain tabhi se sikhaya jata hai. Aaj kal ki Chaka chaundh ki life me ham Kai bar apne naitik mulyon ko bhool jate hain, lekin hame apne naitik kartavyon ko kabhi bhoolna nahi chahiye aur hamesa unka palan Karna chahiye.

Hame sabhi par daya Karna, 
Kabhi jhuth nahi Vilma, bado ka aadar karna, durbalon ko tang na Karna, chori na Karna, Kisi se irsha dosh na rakhna, Kisi ko nicha na dikhana, Kisi ke kam me badha na dalna, Sach bolna, sabko saman samajhte huye unse prem bhaw rakhna, sabki madam Karna, Kisi ki burai na Karna in sabhi naitik mulyon ka palan Karna chahiye.


Waise dekhna jaye to lagbhag sabhi dharmgranthon ka yahi uddeshya raha hai ki manushya ke andar naitik guno ka vikas Karna chahiye jisse ve manavta ko samjhe aur swayam ko sahi raste pe le ja sake.



Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Unknown
admin
June 29, 2020 at 4:56 PM ×

Nice post

Congrats bro Unknown you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar

Friends if you have any questions please let me know? ConversionConversion EmoticonEmoticon

कोरोना जैसी मुश्किल भरी परिस्थिति में ईश्वर हम सबको लड़ने का साहस प्रदान करे

कोरोना जैसी मुश्किल भरी परिस्थिति में ईश्वर हम सबको लड़ने का साहस  प्रदान करे   इन दिनों हम सभी और हमारे आसपास के अनेकों लोग कई प्रकार की समस...