Hamesa apne karma karte rahna chahiye







Insan ki khwahison ka koi ant nahi hota. Har insan apni jindgi me bahot kuchh pana chahta hai man me nai nai ichchhaon ka aangan hota par har Kisi ki sari ichchhaye puri nahi hoti koi kismat ko dosh deta hai to ko paristhiti ko jimmedar thahrata hai. Par fir insan ki ichchhaon ya khwahison ka koi ant nahi hota.


Dosto aaj ham bat kar rahe hain insan ki ichchhaon/khwahison ke bare. Har ek insan ki apni apni khwahise hoti hain par khwahison puri Ho aesa sabke liye ek Jaisa nahi hota. Koi kahta hai Kismat me hai nahi to kahta hai halat hain sahi nahi. Par hame ek bat hamesa dhyan me rakhna chahiye ki hame hamesa Hamara kartavya karte rahna chahiye aur kabhi niras nahi hona chahiye Kyoki ek kahawat ye bhi hai ki samay se pahle aur kismat se jyada kabhi nahi milta.




Previous
Next Post »

Friends if you have any questions please let me know? ConversionConversion EmoticonEmoticon

कोरोना जैसी मुश्किल भरी परिस्थिति में ईश्वर हम सबको लड़ने का साहस प्रदान करे

कोरोना जैसी मुश्किल भरी परिस्थिति में ईश्वर हम सबको लड़ने का साहस  प्रदान करे   इन दिनों हम सभी और हमारे आसपास के अनेकों लोग कई प्रकार की समस...